Weight Loss

High Protein Green Dosa | Kala Chana Moong Palak Ka Crispy Dosa | Weight Loss Recipe

Pinterest LinkedIn Tumblr



Aaj bana rahi hu bina chawal, bina suji ke ekdum crispy Green Dosa! Ye Kala Chana, Moong aur Palak se banta hai.

Weight loss aur healthy breakfast ke liye best hai. Bachcho ko bhi bahut pasand aayega.

Ingredients:
Kala Chana – 1 cup (bhiga hua)
Moong Dal – 1 cup (bhigi hui)
Palak – 1 muthi
Hari Mirch – 3
Lahsun – 8-10 kali
Jeera – 1 tsp
Namak – swad anusar

Method pura video me dekha hai.

Recipe pasand aaye to channel ko SUBSCRIBE karna – Cook With Heena

#greendosa #weightlossdosa #highprotein #kalachanadosa #moongdosa